Hello friends aaj ki meri ye 1st post hai blogging pe
So friends aaj mein aapko batauga ki aap kisi bhi android mobile ka pattern lock todna hai toh kis type se crack kar sakte hai
1. Sab se pahle apne mobile mein se sd card remove kar le aur apne mobile ka data kahi aur backup le kyuki pattern todne par aapke phone ka data udh jayega
2. Ab apne phone ko switch off kar de aur battery ko remove kar de aur 15 second ke baad fir battery lga de
3. Ab most important step apne mobile
ki "power on + volume up" ke ko 30 second ke liye press kare
4. Ab apki mobile screen par mobile recovery mode open ho jayega
5. Ab usme ek option hoga
"Wipe delete factory data" volume up down key ki help se use select kare
Aur us ke baad POWER ON key ki help
Select kare
6. Ab uske baad Bahut sare option show hoge usme se "YES DELETE ALL DATA"
Pe select kare aur power on key se select kare
7. Uske baad jab aapne select kar diya toh aapki mobile screen par "REBOOT SYSTEM NOW" ka option show hoga use select kare aur 5 min wait karne ke baad mobile on ho jayega
8.uske baad jo setting mobile dikhayega use fill kar de
NOTE- JAB bhi apne phone ko reset kare toh pahle backup jarur le kyuki mobile reset hone ke baad data vapis nhi mil sakta hai ha ek bat aur ye trick Samsung ke mobile mein work nhi karegi toh Samsung ke liye Alag se post karuga
Toh friends is type se aap apne android mobile ka lock khol sakte hai
So friends kaisi lgi ye post comments
Jarur karna aur koi galti hui ho toh sorry& thanks

No comments:
Post a Comment